Roman script
dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana mai kya karu, kya karu mai kya karu, kya karu dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana mai kya karu, kya karu mai kya karu, kya karu hairani me hu kaise kahu kya gam hai mujhe kya kho gaya sab to hai wahi phir hai kya kami ai dil ye tujhe kya ho gaya mai kya karu, kya karu maine kya kiya din me so gaya ab jaaga hu mai to raat hai koi sath tha jab wo ja chuka yad aayi mujhe ik baat hai mai kya karu, kya karu mai kya karu, kya karu dil hai aisa raahi jisne manjil ko hi nahi jana tanha tanha ghum raha hai kabse ye divana mai kya karu, kya karu mai kya karu, mai kya karu
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Dillagi (1999)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Bobby Deol
- Actor: Preity Zinta
- Actor: Surekha Sikri
- Actor: Urmila Matondkar
- Actor: Zohra Sehgal
- Actor: Dara Singh Randhawa
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Harish Patel
- Actor: Deepshikha
- Actor: Parvin Dabbas
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Vijay Kashyap
- Actor: Sushmita Mukherjee
- Actor: Raj Zutshi
Song video
actor: Sunny Deol, Bobby Deol, Urmila Matondkar