Roman script

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

todi usi ne jisne bandhai thi dil ko aas

kashti humari dubi hai saahil ke aas pass

bewafa pyar ka kya ye diya sila

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

humne wafa nibhane ki payi hai ye saza

tanha safar, udas najar, dil dukha hua

ghar nahi dar nahi kisse kare gila

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

baste the jisme hum hai kahan wo teri najar

itne bade jahan me nahi koi apna ghar

humsafar dar badar karke chala gaya

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

dil me basa tha khab jo dil ko bujha gaya

dil liya dil diya

phir dil ka kya hua

phir dil ka kya hua

Explore this song