Roman script

dil dil se mila kar dekho 

nazron mein sama kar dekho 

apna to bana kar dekho 

hoti hai mohabbat kya

dil dil se mila kar dekho 

nazron mein sama kar dekho 

apna to bana kar dekho 

hoti hai mohabbat kya

hum pyaar mein kho gaye aise 

pardes mein raahi jaise

hum pyaar mein kho gaye aise 

pardes mein raahi jaise

ulfat ka nasha jab ho hi gaya

daaman ko chhudaaye kaise

nazaren to uthaa kar dekho

vo teer chalaa kar dekho

apna to bana kar dekho

hoti hai mohabbat kya

dil dil se mila kar dekho 

nazron mein sama kar dekho 

apna to bana kar dekho 

hoti hai mohabbat kya

lahra ke hawa jab aayi

phir dasne lagi tanhaayi

lahra ke hawa jab aayi

phir dasne lagi tanhaayi

dil pahuncha vahan

dilbar tha jahan

lo bajne lagi shehnayi

dil mein to bitha kar dekho

kuchh paas to aa kar dekho

apna to bana kar dekho

hoti hai mohabbat kya

dil dil se mila kar dekho 

nazron mein sama kar dekho 

apna to bana kar dekho 

hoti hai mohabbat kya

Explore this song