Roman script

dil dil se milaa kar dekho nazaro me samaa kar dekho   

apanaa to banaa kar dekho hoti hai mohabbat kyaa  

hum tumse mile kuch aise milte hai do rahi jaise

hum ko na chala kuch iska pata pehlu se gaya dil kaise

kuch pass to aa kar dekho dil tum bhi gava kr dekho

apanaa to banaa kar dekho hoti hai mohabbat kyaa 

dil dil se milaa kar dekho nazaro me samaa kar dekho   

apanaa to banaa kar dekho hoti hai mohabbat kyaa

reh reh kar ye sard hawai ulfat ki taraf le jai

ab to yaha fir jane kaha chal degi ye mast gatai

aankho me basa kr dekho ek geet to gaa kr dekho

apanaa to banaa kar dekho hoti hai mohabbat kyaa 

dil dil se milaa kar dekho nazaro me samaa kar dekho   

apanaa to banaa kar dekho hoti hai mohabbat kyaa

Explore this song