Roman script

dil dhadakne ka sabab yaad aaya yaad aaya

dil dhadakne ka sabab yaad aaya yaad aaya

wo teri yaad thi ab yaad aaya

dil dhadakne ka sabab yaad aaya yaad aaya

haale dil hum bhi suna de lekin

haale dil hum bhi suna de lekin 

jab ruksat huye tab yaad aaya yaad aaya

hooo wo teri yaad thi ab yaad aaya 

dil dhadakne  ka sabab yaad aaya yaad aaya

aaj mushkil tha sambhalna hai dost

aaj mushkil tha sambhalna hai dost

tu musibat mein jab yaad aaya

wo teri yaad thi ab yaad aaya

dil dhadakne ka sabab yaad aaya yaad aaya

baith kar saayaye gul mein naasar

baith kar saayaye gul mein naasar

hum bahut roye wo jab yaad aaya yaad aaya

wo teri yaad thi ab yaad aaya

dil dhadakne  ka sabab yaad aaya yaad aaya

Explore this song