Roman script

dil dhak dhak dhadka de doon tujhko

yeh cham cham karta tapta sona

aahista se lena kar doon ke manzoori

na kuch bhi sincere hai na kuch bhi danger hai

aaja le jaa re

honth dekho lolly pop gaalon pe khilte gulaab

shape dekho madonna roop dekho wah re wah

dil dhak dhak dhadka de doon tujhko

duniya se itni aage ho gayi tu advance

aaj ki raat main tujhko dikhla doonga new dance

dil ka chor machaaye shor mera yaar kunwara

kab se hoon main tayyaar dekhoon pyaar tumhaara dildaara

front dekho temptation back dekho sensation

ram ne banaaya hai kya khub hi creation

hey ruk ruk ruk ruksana yeh dil hai tera deewana

tujhko aaj mere yaar main na chhod oongi

jo bhi hai tere paas sab kuch le loongi

ho gayi hai beqeraar mere dil ki dhadkan

kiska hai intezaar haazir hai yeh tan man dildaara

you really turn me on drive me crazy all alone

boy i wanna be your love carry on in love

dil dhak dhak dhadka de doon tujhko

yeh cham cham karta tapta sona

Explore this song