Roman script

dil dhadkane ka sabab yaad aaya 

dil dhadkane ka sabab yaad aaya 

wo teri yaad thi wo teri yaad thi 

ab yaad aaya 

dil dhadkane ka sabab yaad aaya 

aaj muskil tha sambhalna ae dost 

aaj muskil tha sambhalna ae dost 

tu musibat mein ajab yaad aaya 

tu musibat mein ajab yaad aaya 

haale dil hum bhi sunaate lekin 

haale dil hum bhi sunaate lekin

jab wo rukhsat  huye tab yaad aaya 

jab wo rukhsat huye tab yaad aaya 

din gujaara tha badi muskil se 

din gujaara tha badi muskil se 

phir tera yaad aaye sab yaad aaya 

phir teri yaad aaye sab yaad aaya 

baith kar say aaye bul mein nasir 

baith kar say aaye bul mein nasir 

hum bahut roye wo jab yaad aaya 

hum bahut roye wo jab yaad aaya 

wo teri yaad thi wo teri yaad thi

ab yaad aaya 

dil dhadkane ka sabab yaad aaya

Explore this song