Roman script

dil dhadka mai fadka shola ulfat ka 

teri aankh mili or bhadka dil dhadka

maine teri chedi sajan

pyar ka sargum

o sajan pyar ka sargum

gaaye piya mora jiya

nachu mai cham cham

ho piya nachu mai cham cham

tu bhi koi geet suna jhum ke balam

jhum ke balam o jhum ke balam

najuk se dil ko mere

najuk se dil ko mere na tadpa

dil dhadka mai fadka shola ulfat ka 

teri aankh mili or bhadka dil dhadka

aisa chala mujhpe 

tere naino ka jadu

ho tere naino ka jadu

kar hi liya tune 

meri duniya pe kabu

ho meri duniya pe kabu

ek najar se hi ye dil jeet gayi tu

ho ye dil jeet gayi tu, jeet gayi tu

dar mujhko ab na raha

dar mujhko ab na raha gadbad ka

dil dhadka mai fadka shola ulfat ka 

teri aankh mili or bhadka dil dhadka

dil me kahi kho ja balam

pyar kare hum

o balam pyar kare hum

tumse mile hum to sanam

dil ke mite gum

o sanam dil ke mite gum

man ki lagan dekho sajan

hona kabhi kam

ho sajan hona kabhi kam, ho hona kabhi kam

mausam na aaye kabhi

mausam na aaye kabhi patjhad ka

dil dhadka mai fadka

dil dhadka mai fadka

Explore this song