Roman script

unki do baato se jeene ka bahana mil gaya 

kho gaya tha jo mujhe phir jamana milgaya 

dil dhadka aankhe sharmayi dil dhadka aankhe sharmayin

dekh kar jalwa yaar ka armano ne li angdayi

aaya mausam pyaar ka dil dhadka 

jadu kiya baato ne teri pal mein badal gayi duniya meri 

ho pal mein badhl gayi duniya meri 

dard ulft dene wale haal bimaar tha 

dil dhadka aankhe sharmayin dekh kar jalwa yaar ka 

aarmano ne li angdayi 

aaya musham pyaar ka dil dhadka 

pyaar hua fir dil mein mehma 

aankhe mal ke jage aarma 

aankhe mal ke jage aarma 

meri tarse aankho ko phir chhap didar ka

dil dhadka aankhe sharmayin dekh kar jalwa yaar ka 

aarmano ne li angdayi 

aaya musham pyaar ka dil dhadka 

phir gaye dil mushikil huyi aasan 

kaisi mauje kaisi tufan kaisi mauje kaisi tufan 

mil gaya mujhuko mauji mera khaup nahi majhdhar ka 

aarmano ne li angdayi 

aaya musham pyaar ka dil dhadka

Explore this song