Roman script
dil dena hai to de de varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale dil lena hai to le le varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale tere wado ki wadiyo me sair karne ki aarzu hai pyar ki is khali sadak pe ek mai hu aur ek tu hai aankho me jo thehari hui thi bat wo aayi hai labo par jo tujhe mujhse bolna tha le wo ab kahti hu mai khul kar kuch sunna hai to sun le varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale teri khamoshi ne kasam se dil ko diwana kar diya hai mitha mitha sa dard tune mere sine me bhar diya hai bah rahi hu mai jis nashe me kash usme bah jaye tu bhi meri tarha bechain hokar dhai aksar kah jaye tu bhi kuch kahna hai to kah le varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale apne hatho se mere sar pe lal chunri lakar uda de meri suni ungali me sajna dhire se ek chhala saza de apne palko ki palki mein mujhko le ja dulhan bana ke chun liya hai bas ek tujhko mere dil ne duniya bhula ke hume chunna hai to chun le varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale dil lena hai to le le varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale dil dena hai to de de varna ye hum chale
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe (2002)
- Composer: Ram Laxman
- Lyricist: Shaheen Iqbal
- Actor: Jugal Hansraj
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Tina Rana
- Actor: Navni Parihar
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Prithvi Zutshi
- Actor: Jeet Upendra
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Anoop Soni
- Actor: Charlie
- Actor: Johny Fever
- Actor: Viju Khote
- Actor: Mona Parekh
- Actor: Vishnu Sharma
- Actor: Akash Karnataki
- Actor: Sharmila
- Actor: Parveen Bano
- Actor: Raju Shrivastava
Song video
actor: Jugal Hansraj, Tina Rana