Roman script

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

har dhadkan pe har lamha

tera naam likhta hai, tera naam likhta hai

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

mujhe kehta hai sara jahan anjana

har mehfil mein pahuncha mera afsana

o mujhe kehta hai sara jahan anjana

har mehfil mein pahuncha mera afsana

ishq mein darne laga

tujh pe hi marne laga, tu jaane na

madhoshi me lab ko tere

jaam likhta hai, jaam likhta hai

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

ha har dhadkan pe har lamha

tera naam likhta hai, tera naam likhta hai

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

teri chaahat mein jadu koi diljani

is duniya se main ho gayi begani

o teri chaahat mein jadu koi diljani

is duniya se main ho gayi begani

sajne sanwarne lagi

tujh mein bikharne lagi, main anjaani

tere siwa na isko koi

kaam likhta hai, kaam likhta hai

tere siwa na isko koi

kaam likhta hai, kaam likhta hai

ha har dhadkan pe har lamha

tera naam likhta hai, tera naam likhta hai

dil deewana subah ko bhi

sham likhta hai, sham likhta hai

Explore this song