Roman script

dil de ke darde mohabbat liya hai

dil de ke darde mohabbat liya hai

soch samajh ke ye sauda kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

humko zamane ki parwah hi kya hai

kaise bhula de jo wada kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

hosh nahi hume sham-o-sahar

hosh nahi hume sham-o-sahar

hum raahe kyu takte hai

dil me hai wo kahin dur nahi

jab chahe mil sakte hai

chah ke mohabbat jala to liya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

humko zamane ki parwah hi kya hai

kaise bhula de jo wada kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

dil ki lagi koi khel nahi

dil ki lagi koi khel nahi

darna kya ghabrana kya

kaun hai jo hume rok sake

apna kya begana kya

khuda ke bharose irada kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

dil de ke darde mohabbat liya hai

soch samajh ke ye sauda kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

humko zamane ki parwah hi kya hai

kaise bhula de jo wada kiya hai

ab jo hoga dekha jayega

haye jo hoga dekha jayega

Explore this song