Roman script

dil churaya nind churai chain 

churaya apne is dil ko

diwana haye banaya apne 

dil churaya nind churai chain

churaya apne is dil ko diwana haye banaya apne

o miss anita bille dil ko chura ke kaha chale

pagal bana ke kaha chale o miss anita bille dil

ko chura ke kaha chale pagal bana ke kaha chale

rehta hai hardam tera khayal

karti hai ankhe tujhse sawal

ye tere nakhre walla kamal

ye pyari surat mastana chal

chhod kar na jaiye ashiq banaya apne

chhod kar na jaiye ashiq banaya apne

zindgi ke saj par nagma sunaya apne

o miss anita bille dil ko chura ke kaha chale

pagal bana ke kaha chale o miss anita bille dil

ko chura ke kaha chale pagal bana ke kaha chale

mai muskurai to marne lage

badnam mujhko karne lage

tum jaise majnu dekhe kai haye

laila haye laila karne lage 

na tum hero na tum majnu kya samjha hai apne  

na tum hero na tum majnu kya samjha hai apne 

dil hum tumko denge ye kaise socha apne

jao ji jao ille ille dil le dil le ille

tumpe dil aa gaya tumpe dil aa gaya

dekhte dekhte tumpe dil aa gaya

dekhte dekhte tumne kya kar diya dekhte 

dekhte tumpe dil aa gaya

dekhte dekhte hosh bhi kho gaya dekhte 

dekhte hosh bhi kho gaya dekhte 

dekhte tu mera ho gaya dekhte dekhte

Explore this song