Roman script

dil churane lagi jab tumhari najar

jan jane lagi ham huve bekhabar

aahe bharne laga jab yeh dil sathiya

kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya

maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya

dil churane lagi jab tumhari najar

jan jane lagi ham huve bekhabar

aahe bharne laga jab yeh dil sathiya

kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya

maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya

woh ishara tera kitna masoom tha

jayega abb yeh dil mujhko malum tha

woh ishara tera kitna masoom tha

jayega abb yeh dil mujhko malum tha

iss umrr ne hume yu kiya bekarar

dil ko roka magar na ruka humse yar

tumne milke sanam aisa jadu kiya

jab yeh jadu chala toh sanam kya kiya

ha maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya

ham jo kehte nahi tum woh samjha karo

aur kho jaye ham pyar itna karo

ham jo kehte nahi tum woh samjha karo

aur kho jaye ham pyar itna karo

tum badhao jara pyar se yeh kadam

tumse kaise kahe kitna chahenge ham

iss mohabbat ne dono ko tadpa diya

aur tadap ke sanam kya kiya kya kiya

maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya

dil churane lagi jab tumhari najar

jan jane lagi ham huve bekhabar

aahe bharne laga jab yeh dil sathiya

kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya

maine dil tujhko de diya, maine dil tujhko de diya

Explore this song