Roman script

dil cheez kya hai
aap meri jaan lijiye 
dil cheez kya hai
aap meri jaan lijiye bas
bas ek baar mera kaha 
bas ek baar mera kaha maan lijiye 
dil cheez kya hai
aap meri jaan lijiye bas
bas ek baar mera kaha maan lijiye 
is anjuman me aapko 
is anjuman me, aa aa
is anjuman me aapko 
is anjuman me aapko 
aana hai baar baar 
aana hai baar baar 
deewaro dar ko gaur se
deewaro dar ko gaur se
pahchaan lijiye 
dil cheez kya hai
aap meri jaan lijiye 
kahiye to, kahiye to aasma ko 
kahiye to aasma ko, zami par utaar laye 
mushkil nahi hai kuch bhi 
mushkil nahi hai kuch bhi 
agar thaan lijiye 
dil cheez kya hai 
aap meri jaan lijiye
bas ek baar mera kaha maan lijiye 
bas ek baar, ha bas ek baar
bas ek baar mera kaha maan lijiye 
maan lijiye, ha maan lijiye

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Shahryar, Monali Thakur