Roman script

dil chahta hai dil chahta hai
dil chahta hai kabhi naa bite chamkile din
dil chahta hai hum na rahe kabhi yaro ke bin
din din bhar ho pyari bate, jhume shame, gaye rate
masti me rahe duba duba hamesha sama
humko raho me yuhi milti rahe khushiya
dil chahta hai kabhi naa bite chamkile din
dil chahta hai hum naa rahe kabhi yaro ke bin
jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushi rahe, roshni rahe apne waste
jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushi rahe, roshni rahe apne waste
jaha ruke hum jaha bhi jaye, jo hum chahe woh hum paye
masti me rahe duba duba hamesha sama
humko raho me yuhi milti rahe khushiya
dil chahta hai dil chahta hai 
dil chahta hai dil chahta hai 
kaisa ajab yeh safar hai, socho to har ek hi bekhabar hai
usko jana kidhar hai, jo wakt aaye jane kya dikhaye
dil chahta hai kabhi naa bite chamkile din
dil chahta hai hum naa rahe kabhi yaro ke bin
din din bhar ho pyari bate, jhume shame, gaye rate
masti me rahe duba duba hamesha sama
humko raho me yuhi milti rahe khushiya
jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushi rahe, roshni rahe apne waste
jagmagate hain, jhilmilate hain apne raste
yeh khushi rahe, roshni rahe apne waste
dil chahta hai 
lyrics typed by : ruchita parab

Song details

actor: Saif Ali Khan, Aamir Khan, Preity Zinta, Akshaye Khanna