Roman script

jag chhoote toh chhoote mujhe kya saanware

jab dil ne lagaaya tujhi pe daav re

jag chhoote toh chhoote mujhe kya saanware

jab dil ne lagaaya tujhi pe daav re

tujhpe luta doon main toh saari zindagi

bas waar ke, waar ke re

dil beparwah re, dil beparwah re

dil beparwah re, dil beparwah re

jag chhoote toh chhoote mujhe kya saanware

jab dil ne lagaaya tujhi pe daav re

ho...oo...ho..oo..

neendon se aage jab khawab bhaage

samjho ishaara ho gaya

ho wo bin bataaye aur bin jataaye

dekho humaara ho gaya

jeeti hain maine bas ye teri chahatein

sab haar ke, haar ke re

dil na sharmaa re ban beparwah re

dil na sharmaa re haan ban beparwah re

itna yakeen hai hoti haseen hai

khud se bhi zaada bekhudi

haan jab paas aake aankhon mein jhaanke

apni si duji zindagi

sadke main jaaun kyun na aise pyaar pe

apne yaar ke, yaar ke re

dil beparwah re, dil beparwah re

dil beparwah re, dil beparwah re

Explore this song