Roman script

dil banjara pyar ka mara

dil banjara pyar ka mara

dhundhe tera pata kaun gali ke 

kis ghar me tu rahti hai ye bata

aawara nam mera aawargi hai kam 

aaawra nam mera aawargi hai kam 

har ek rahgujar ko karta hun main salam 

tuta tara main hun bechara tuta tara main hun bechara

ab na mujhko sata

kaun gali ke kis ghar me tu rahti hai ye bata

mushkil se to mili hai do pal ki jindagi 

mushkil se to mili hai do pal ki jindagi 

par tujhko pane me hi dhal jaye na kahi 

ho mar ke yara aaun dobara

ho mar ke yara aaun dobara

kar liya faisla 

kaun gali ke kis ghar me tu rahti hai ye bata

dil banjara pyar ka mara

dhundhe tera pata kaun gali ke 

kis ghar me tu rahti hai ye bata

Explore this song