Roman script

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

ha wo agar pilaye to inkaar bhi nahi

ahad-e-wafa ki subho kaa kya jikr dosto

ahad-e-wafa ki subho kaa kya jikr dosto

ahad-e-wafa ki subho ke aasar bhi nahi

ahad-e-wafa ki subho ke aasar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

suna pada hai der se maikhana-e-wafa

suna pada hai der se maikhana-e-wafa

saaki kaa jikrr kya koyi maykhaar bhi nahi

saaki kaa jikrr kya koyi maykhaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

gulshan ujad ho gaya duniya badal gayi

gulshan ujad ho gaya duniya badal gayi

kya dhundhte ho gul ke yaha khaar bhi nahi

kya dhundhte ho gul ke yaha khaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

darshan naa puchho julmat-e-duniya-e-aashiki

koi charag ab to sar-e-daar bhi nahi

koi charag ab to sar-e-daar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

ha wo agar pilaye to inkaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

dil apna maikashi kaa talabgaar bhi nahi

Explore this song