Roman script

dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai

wada wada wada wada dil aaj sambhalu kaise

kal milne ka wada hai sajan ki baho me jine ka irada hai

sajan ki baho me jine ka irada hai marne ka irada hai

dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai

wada wada wada wada wada wada wada wada

aankho me aankhe kho jayegi dono ki sanse takrayegi

aankho me aankhe kho jayegi dono ki sanse takrayegi

jage honge dilo ke arman hotho pe bate so jayegi

mil ke bhi na bujhegi ye aag itni jyada hai

dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai

sajan ki baho me jine ka irada hai

sajan ki baho me jine ka irada hai

marne kairada hai dil aaj sambhalu kaise

kal milne ka wada hai

do pyase dil mil jayege phool badan me khil jayege

do pyase dil mil jayege phool badan me khil jayege

sajan ke sang jo pal guzrenga sari umar vo yad aaynge

pyar ki had se guzarne ko phir dil ka irada hai

dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai

sajan ki baho me jine ka irada hai

sajan ki baho me jine ka irada hai

marne ka irada hai dil aaj sambhalu kaise

kal milne ka wada hai

Explore this song