Roman script

dhup me nikala na karo, rup ki raani
gora rang kala na, pad jaye 
dhup me nikala na karo, rup ki raani
gora rang kala na, pad jaye 
mast mast aankho se, chalakao na madira
madhushala me taala, na pad jaye
dhup me nikala na karo, rup ki raani
gora rang kala na, pad jaye 
tum jo thak gai ho to, baaho me utha le 
tum jo thak gai ho to, baaho me utha le 
huqm do hame to, abhi palaki laa de
panth hai patharila, paidal na chalo tum 
panth hai patharila, paidal na chalo tum
kahi paanv me, chhala na pad jaye
dhup me nikala na karo, rup ki raani
gora rang kala na, pad jaye 
dhup ho ya chhanv, sajan mai to aaungi
dhup ho ya chhanv, sajan mai to aaungi
tumase milane aag pe bhi, chal ke aaungi
ek pal bhi tanha tumhe, chhod u to kaise
ek pal bhi tanha tumhe, chhod u to kaise
kisi sautan se, paala na pad jaye
dhup me nikala na karo, rup ki raani
gora rang kala na, pad jaye 
mast mast aankho se, chalakao na madira
madhushala me taala, na pad jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle

actor: Amitabh Bachchan, Madhavi