Roman script

dhundhli dhundhli shaam huyi ab to wapas aa jao

dhundhli dhundhli shaam huyi ab to wapas aa jao

ke iss samay to parinde bhi laut aate hai

tumhare baad hamara haal aisa hai

ke jaise saaz ke sab taar toot jaate hai

ke iss samay to parinde bhi laut aate hai

dhundhli dhundhli shaam huyi

tum to gaye par yaad na gayi

zuban se meri fariyad na gayi

guzari na aisi koi saans

jis me tumhara naam na ho

tab tak karunga yaad me

jab tak umar tamam na ho

tumhare hath se mera hath yu chhuta

ke jaise bheed me kuch hath chhoot jate hai

ke iss samay to parinde bhi laut aate hai

dhundhli dhundhli shaam huyi ab to wapas aa jao

Explore this song