Roman script

na raha kahi yado ka karva 

mit chuka yuhi khone ka har nishan 

kyu bhuli inhe jami kyu bhula ye asma

na jane ye kho gaye kaha 

rang khvabo ke jinke khun se range 

raste naye junun se bane 

kyu bhuli inhe jami kyu bhula ye asma

na jane ye kho gaye kaha 

rang khvabo ke jinke khun se range 

sitare bhi jinko na de sake panha 

kahani ye unki jinhe bhule do jahan 

hamne kar diya jinhe dhua

mangana nahi bas dena hai jinki juban 

lut kar jinhe hamne bandha hai ye jaha 

jo bhuli inhe jami jo bhula ye asma

na kahna inhe ye ham insan

sitare bhi jinko na de sake panha 

kahani ye unki jinhe bhule do jahan 

hamne kar diya jinhe dhua

sitare bhi jinko na de sake panha 

kahani ye unki jinhe bhule do jahan 

hamne kar diya jinhe dhua

kyu hamne kar diya inhe dhua

kyu hamne kar diya inhe dhua kyu hamne kar diya

Explore this song