Roman script
dhoop se chhanke dhoop se chhanke dhua mann hua roop ye chamke tan anchhua aa chhidte hai, bajte hai taar jo mann ke khanke jhanke hai, kuchh to hua aa dhoop se chhanke dhua mann hua aa rom rom naapta hai, rago mein saanp sa hai sar ra ra sarr ra ra ra bhaage bewajah rom rom naapta hai, rago mein saanp sa hai sar ra ra sarr ra ra ra bhaage bewajah sarke hai, khiske hai mujh mein ye baske daske de gaya dard bedawa aa dhoop se chhanke dhua mann hua aa chhidte hai, bajte hai taar jo mann ke khanke jhanke hai
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Ramleela (2013)
- Composer: Sanjay Leela Bhansali
- Lyricist: Siddharth
- Lyricist: Garima
- Actor: Ranveer Singh
- Actor: Deepika Padukone
- Actor: Gulshan Devaiya
- Actor: Richa Chadda
- Actor: Abhimanyu Shekhar Singh
- Actor: Shveta Salve
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Girish Sahdev
Song video
actor: Deepika Padukone, Ranveer Singh
lyricist: Siddharth, Garima