Roman script

aankh khuli aur samne dekha samne dekha dhokha

dhaye dekha bhaye dekha piche dekha dhokha

aj agar mujhko kisi ne sun lo ji na roka

to mai bhi de dungi baba dhokha dhokha

dhokha dhokha dhokha

dhokha hai ye duniya dhokha hai

ye rista dhokha hai har apna dhokha hai 

oh oh oh dhokha hai ye duniya dhokha hai

dhokha dhokha dhokha dhokha

aankh khuli aur samne dekha

samne dekha dhokha dhaye dekha bhaye dekha

piche dekha dhokha aaj agar mujhko kisi ne

sun lo ji na roka to mai bhi de dungi 

baba dhokha dhokha dhokha dhokha dhokha

bhai ka ek tha bhai usne najar firayi

ma ki mamata bulayi bahan bhe bisrayi

kon yaha par apna hai har apna ek sapna hai 

kon yaha par apna hai har apna ek sapna hai 

sapna sapna to dhokha hai sapna to dhokha hai

ye duniya dhokha hai

aankh khuli aur samne dekha samne dekha dhokha

dhaye dekha bhaye dekha piche dekha dhokha

aj kisi ne sun lo yaro mujko na rhoko

to mai bhi de dungi baba dhokha dhokha

dhokha dhokha dhokha

lakdi ki talwar ye duniya maati ki diwar ye duniya

katon ka ek haar ye duniya dhokhe ka bazar ye duniya

kiska sath nibaya hai daulat bas ek saaya hai

kiska sath nibaya hai daulat bas ek saaya hai

saaya dhokha hai dhokha dhokha hai

ye duniya dhokha hai dhokha dhokha dhokha

aankh khuli aur samne dekha samne dekha dhokha

dhaye dekha bhaye dekha piche dekha dhokha

aj agar mujhko kisi ne sun lo ji na roka

to mai bhi de dungi baba dhokha dhokha

dhokha dhokha dhokha

Explore this song