Roman script

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

sath kabhi na chhute apna 

sath kabhi na chhute apna jivan hai bahti dhara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

khel samay ka hai dukh sukh jivan ka 

khel samay ka hai dukh sukh jivan ka 

pyar ujala hai man ke aangan ka 

jivan has kar kaat le apna 

jivan has kar kaat le apna 

dukh sukh milkar baat le apna 

jis ghar mein hai pyar ka dera 

jis ghar mein hai pyar ka dera 

wo ghar hai sabse pyara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

ik din sach hoga dekha hai jo sapna 

ik din sach hoga dekha hai jo sapna 

maa ke aanchal sa ghar hoga apna 

hum tum jisme rahenge aise 

hum tum jisme rahenge aise 

ram lakhan ki jodi jaise 

ram kare wo din na aaye 

ram kare wo din na aaye 

kam ho jis din pyar humara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

sath kabhi na chhute apna jivan hai bahti dhara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara 

dhin tara dhin tara bole man ka iktara

Explore this song