Roman script

romance
romance is not by chance
you must know the approach
acha
dhire se jana najare milana
phir kahna bato bato me 
kya kahu kaise kahu 
aakhir kahu kya 
pahli pahli mulakato me
kahna ke jabse tumko dekha 
har khwab me tumhi ko dekha
phir kya kahu kah dena
i love you achha
dhire se jana najare milana
phir kahna bato bato me 
kya kahu kaise kahu 
aakhir kahu kya 
pahli pahli mulakato me
pahle sharmayegi thoda 
phir wo itrayegi thoda
kahi ghabrake usse 
dur na hona 
pas tum uske hi rahna
chahe nakhre kare sahna
kahi ghabrake usse 
dur na hona 
lekin karunga mai ye kaise 
mujhse to hoga na ji aise
phir bhi kahti ho to kahunga 
i love you
dhire se jana najare milana
phir kahna bato bato me 
kya kahu kaise kahu 
aakhir kahu kya 
pahli pahli mulakato me
janeman chhodo khamoshi
dekho to meri madhoshi 
pyar mujhe tumse kasam se
tumse ho gaya
dekho inkar na karna
koi takrar na karna
pyar mujhe tumse kasam se
tumse ho gaya
na jane kaise diwane ho 
lagta hai tum to anjane ho
sach hai yahi ki i don't love you
kya kahu kaise kahu 
aakhir kahu kya 
pahli pahli mulakato me
dhire se jana najare milana
phir kahna bato bato me 
aah oho aah oho aah oho 
ho raha hai kuch kuch dil me 
sach hai ye mai hu mushkil me
kahi koi aisi waisi na baat ho jaye
raha hai kuch kuch dil me 
sach hai ye mai hu mushkil me
kahi dil mera na tera diwana ho jaye
mujhe pyar tumse karna hi nahi 
socha hai tumpe marna hi nahi
kah to diya tha ke i don't love you
what's happening here
dhire se jana najare milana
kya kahu bato bato me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Babul Supriyo

actor: Sunil Shetty, Raveena Tandon