Roman script

dheere dheere chori chori 

jab bhi andhera chhaye 

ek tanha sa chand nikal 

kar sab roshn kar jaye 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka 

dheere dheere chori chori 

jab bhi andhera chhaye 

ek tanha sa chand nikal 

kar sab roshn kar jaye 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka 

kabhi khushi hai kabhi koi gum 

kabhi hasi hai aankhe kabhi nm 

jiyo haske ya ro ke jiyo 

jeena padta hai har mausam 

bekhudi mastiya sab yaha 

le maza inka tu jana 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka 

dheere dheere chori chori 

jab bhi andhera chhaye 

ek tanha sa chand nikal 

kar sab roshn kar jaye 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka 

kabhi laga kash kabhi laga dum 

dhund le apna koi hum dum 

kaun kehta hai tanha raho 

accha hota nhi tanha pan 

pyas hai jaam aisa kiya hai 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka 

dheere dheere chori chori 

jab bhi andhera chhaye 

ek tanha sa chand nikal 

kar sab roshn kar jaye 

har taraf yaha madhoshiya 

phir bhi dil me manjar hai pyas ka

Explore this song