Roman script

dheeme dheeme chale purvaiya, bole thaam tu meri baiyaan, sang chal mere roke kyon jiya, ho.. dheeme dheeme chale purvaiya.

rut yeh anokhi si aayi sajaniya, baadal ki doli mein lo baithi re boondaniya, dharti se milne ko nikle savaniya, saagar mein ghulne ko chali dekho nadiya

dheeme dheeme chale purvaiya, ho bole thama tu meri baiyaan, sang chal mere roke kyon jiya, ho dheeme dheeme chale purvaiya.

naya safar hai ek naya hausla, bandha chidiyon ne naya ghosla, nayi aasha ka deepak jala, chala sapnon ka naya kaafila.

kal ko karke salaam, aachal hawaon ka thaam, dekho udi ek dhaani chunariya ho.

dheeme dheeme chale purvaiya, ho bole thaam tu meri baiyaan, sang chal mere roke kyon jiya, ho dheeme dheeme chale purvaiya.

aa aa aapurvaiya chale purvaiya naya

Explore this song