Roman script

dharti meri mata pita aasman

dharti meri mata pita aasman

mujhko to apna sa lage sara jahan

dharti meri mata pita aasman

unche unche parwato ki badlo se hode

unche unche parwato ki badlo se hode

nadiya bahe re sare bandhano ko tod

phulo ki hasi me basi hai meri jan

mujhko to apna sa lage sara jahan

dharti meri mata pita aasman

yu to meri ankhiyo ne dekhe kayi rang

yu to meri ankhiyo ne dekhe kayi rang

man ko na bandha mene kisi ke bhi sang

jal ke upar tairu me hans ke saman

mujhko to apna sa lage sara jahan

dharti meri mata pita aasman

mujhko to apna sa lage sara jahan

dharti meri mata pita aasman

Explore this song