Roman script

dhalke chunariya re dhalke chunariya re 
ki jubna khul khul jaye 
dekhe sari duniya ki ankhiya sharmaye 
dekhe sari duniya ki ankhiya sharmaye 
dhage na ke dhin dhage na ke dhin
dhage na ke dhin dha
bholi suratiya re mohri sudh bisraye 
dole tori natni karajwa hil hil jaye
dole tori natni karajwa hil hil jaye
bali umariya mori sawariya lagi yeh jagwale
jhalki jhalki jaye jwani kaise koi sambhale
jhanke payaliya re kamar so so bal khaye 
jhanke payaliya re kamar so so bal khaye 
dekhe sari duniya ke ankhiya sharmaye 
dekhe sari duniya ke ankhiya sharmaye 
dhage na ke dhin dhage na ke dhin
dhage na ke dhin dha 
bholi suratiya re mohri sudh bisraye
ho raah main tohri bahe pasare khada hai tohra saiya 
paao phisal na jaye re goriya dham le mori baiya
mukh tera chanvarga nazar na lag jaye
mukh tera chanvarga nazar na lag jaye
dole tori natni karajwa hil hil jaye
nain sharabi hoth gulabi chaal hui mastaani
ankhiya lad gai tose saiya mai ho gai deewani 
chute na saath tera jamana chut jaye 
chute na saath tera jamana chut jaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
dhalke chunariya re ki jubna khul khul jaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
dhage na ke dhin dhage na ke dhin
dhage na ke dhin dha
dhalke chunariya re ki jubna khul khul jaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye 
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye
ghure sari duniya ke ankhiya sharmaye

Song details

singer: Shabbir Kumar, Asha Bhosle