Roman script

o dhak dhak karne laga ha mora jiyara darne laga 

are re dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga 

saiya baiya chhod na kachchi kaliya tod naa 

dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya 

tu hai meri dilruba kya lagti hai wah re wah 

dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga

apna kaha jo piya tune mujhe

main mithe mithe sapne sajaane lagi

dekha meri rani jab maine tujhe

meri soyi soyi dhadkan gane lagi

jadu tera chhane laga, meri nas nas me samaane laga

khud ko main bhulane laga, tujhe sanso me basaane laga

rishta ab ye rishta sathi tutega naa tode kabhi

dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya

are re dhak dhak karne laga ha mora jiyara darne laga

uljhi hai kaali kaali lat teri

jara in julfo ko suljhane to de

itani bhi kya hai jaldi tujhe

ghadi apne milan ki tu aane to de

aise na bahaane bana meri rani ab to baaho me aa

aise na nigahe mila koi dekhega to sochega kya

masti chhayi hai masti aake lag ja gale se abhi

dhak dhak karne laga ha mora jiyara darne laga 

dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga 

saiya baiya chhod na kachchi kaliya tod naa

saiya baiya chhod na kachchi kaliya tod naa

dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya 

dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya 

tu hai meri dilruba kya lagti hai wah re wah 

tu hai meri dilruba kya lagti hai wah re wah 

dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga

dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song