Roman script

dhadkano ke saaz par kya

ga rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya

ga rahi hai zindagi

karwa ban kar gujarti

ja rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya

ga rahi hai zindagi

gardise shamo sahar

kuch bhi nahi ek khwab hai

gardise shamo sahar

kuch bhi nahi ek khwab hai

in khilono se hume

bahla rahi hai zindagikarwa ban kar gujarti

ja rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya

ga rahi hai zindagi

ek taraf sabnam ke aansoo

ek taraf gul ki hansi

ek taraf sabnam ke aansoo

ek taraf gul ki hansi

har chaman mein ro rahi

muska rahi hai zindagi

karwa bankar gujarti

ja rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya

ga rahi hai zindagi

Explore this song