Roman script

dhadkan ho gayi tumse aashana, dhadkan ho gayi tumse aashana

mushkil hai bada tumko bhulna, kare toh kare kya yaar hum 

tum dil me rehte ho ai sanam, tum dil me rehte ho ai sanam 

dhadkan ho gayi tumse aashana 

tumse pehle tumse jyaada aur koyi na bhaaya itna dil ko

hamne roka hamne toka hamne bahot samjhaaya itna dil ko

ik lamha ik pal chhin reh na sake yeh tere bin

tumse jo huwa iska saamana 

mushkil hai bada tumko bhulna, kare toh kare kya yaar hum 

tum dil me rehte ho ai sanam, tum dil me rehte ho ai sanam

yaad tumhaari aaye jaaye bechaini tadpaaye toh hum kya kare

tanhayi me man ghabraaye chaahat hosh udaaye toh hum kya kare

tu dil ki jarurat hai tujhse hi raahat hai

yeh deewanagi kya hai puchho na

mushkil hai bada tumko bhulna, kare toh kare kya yaar hum 

tum dil me rehte ho ai sanam, tum dil me rehte ho ai sanam 

dhadkan ho gayi tumse aashana

mushkil hai bada tumko bhulna, kare toh kare kya yaar hum 

tum dil me rehte ho ai sanam, tum dil me rehte ho ai sanam

tum dil me rehte ho ai sanam, tum dil me rehte ho ai sanam

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song