Roman script

dhadkta hai dil mera kaho to sunau

sunungi kabhi sanam abhi to mai jau

are ae ye kya kaha tumne kaha

are ae wohi jo suna tmne

ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka

mujhe jane doge ya shor mai machau

kaho to bas ek br baho me uthau

are ae ye kya kaha tumne

are ae wohi jo suna tumne

ye bhi koi wakt hai baho me aane ka

dhadkata hai dil mera kaho to sunau

sunungi phir kabhi abhi to mai jaau

are ae 

dil ye diwana tera mastana mera to na jor chale

leke kayi janam pahuchoge sanam leke kayi janam

dur nahi wo din bhi teri baho me ane ka

jo bhi hoga dekhungi abhi to mai jau

dhadkata hai dil mera kaho to sunau

sunungi phir kabhi abhi to mai jau

are ae

itna bhi jana gale na lagana ke ho jaye koi khata

pyar karna bhi kya koi khata hai janeman tu hi bata

yahi to sanam kahte hai ham par tuhi mane na

mar dalegi mujhe teri jau jau

acha baba man gayi abhi to mai jau

are ae ye kya kaha tumne kaha

are ae wohi jo suna tmne

ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka

Explore this song