Roman script

dhani chunariya bute sunehare
ganv ki gudiya julam kar gayi raam 
ganv ki gudiya julam kar gayi raam 
dhani chunariya bute sunehare
ganv ki gudiya julam kar gayi raam
ganv ki gudiya julam kar gayi raam 
chanda jaisa mukhada uska bindiya sitara
uske siva nahi koi lage mohe pyaara
lagti hai aisi bhali jaise champe kee kali
kaan mein hai bala, mukh par til kaala
dhani chunariya bute sunehare
gaanv ki gudiya julam kar gayi raam 
ganv ki gudiya julam kar gayi raam 
jabse dekha maine use dil ye pukaara
vahi sanam vahi khuda vahi hai sahaara
khili phulo mein kali, najar naa lage kahi
uske bina suna jivan saara
dhani chunariya bute sunehare
ganv ki gudiya julam kar gayi raam 
ganv ki gudiya julam kar gayi raam

Song details