Roman script

main is zamen ka hun betaaj badshaah 

puja kar meri mere aaya hun main devta 

main manzilo hun aur becharo ko hun bechta 

daulat ka pujari hun hun garibon ka sarsita 

duniya mere pichhe hain mein kisi ko nahi dekhta 

majburo lacharo ka ann data hun main devta 

koi najar uthti nahi koi jubaan khulati nahi 

mere khilaf sab beaawaz 

main aavam ki jano se hun khelta 

? hun shikari hun jism inka hun dolta 

main bas main hun aur koi nahi devta 

puja kar meri kyoki main hi hu devta  

koi najar uthti nahi koi jubaan khulati nahi 

mere khilaf sab beaawaz 

main aavam ki jano se hun khelta 

? hun shikari hun jism inka hun dolta 

main bas main hun aur koi nahi devta 

puja kar meri kyoki main hi hu devta  

main is zamen ka hun betaaj badshaah 

main devta

Explore this song