Roman script

jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva 

jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva 

deva ho deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva ho deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

tum antaryami sab anjaan 

kaun bhala hum mein kaun bura hum mein 

tumko hai sabki pahchan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

kaanto ke upar phulo ka sehra 

kaanto ke upar phulo ka sehra 

har dil mein hai kuchh logo ka chehra 

har dil mein hai kuchh logo ka chehra 

par aaj hai sabka imtihan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

rang badalte hai rup badalte hai 

rang badalte hai rup badalte hai 

lagte hai aur kuchh aur nikalte hai 

lagte hai aur kuchh aur nikalte hai aur nikalte hai 

behrupiye behrupiye sab insaan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

jai ganesh deva jai ganesh deva 

upar se karte hai ye teri puja 

jai ganesh deva jai ganesh deva 

andar se hai inka kaam duja 

jai ganesh deva jai ganesh deva

puja ka karte hai ye apmaan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

tum antaryami sab anjaan 

kaun bhala hum mein kaun bura hum mein 

tumko hai sabki pahchan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan 

jai ganesh deva jai ganesh deva

jai ganesh deva jai ganesh deva

jai ganesh deva jai ganesh deva

jai ganesh deva jai ganesh deva

Explore this song