Roman script

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

boond boond khoon ki hamri desh ke liye

boond boond khoon ki hamri desh ke liye

ae jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

boond boond khoon ki hamri desh ke liye

desh ke liye, desh ke liye

desh hai hamri aan, desh hai hamri shaan 

desh main basti hamri jaan

desh hai hamri aan, desh hai hamri shaan 

desh main basti hamri jaan

desh maa ki god baap ka saaya

desh ke liye sab kurban

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

ae jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

desh ke dushmano ko andar baharwalo ko 

chhati ke zor par hum rokenge

desh ke dushmano ko andar baharwalo ko 

chhati ke zor par hum rokenge

pehle rokenge pyar se manawta hathiyar se

fir bhi ruke na toh thokenge

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

sabka desh hindustan tiranga gaurav shaan 

iski shaan lakh guna badayenge

sabka desh hindustan tiranga gaurav shaan 

iski shaan lakh guna badayenge

bhed bhaw mitakar hum milkar uthaye kadam

meet bankar sab buraiyo ke chhakke chudaayenge

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

boond boond khoon ki hamri desh ke liye

boond boond khoon ki hamri desh ke liye

jiyenge marenge mar mitenge desh ke liye

jiyenge marenge mar mitenge are desh ke liye

Explore this song