Roman script

desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi

bapu ka ye desh hai bacho sab desho se pyara

isi desh ki khatir usne apna sab kuch hara

vaap ki dhar ab rakhwala kaun banega hum didi

desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi

desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

pyare bacho kaun ho tum hum bharat ki santan

bharat mata ke charno me rakh de ji aur jaan

mushkil shey ho desh ki jai ho kaun kahega hum didi

desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi

desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi

jaha jaha andhiyara dekhe hum ujiyara kar de

kadam kadam  par desh ka daman hum khushiyo se bhar de

kaam ye pyara himmat wala

kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara

kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara 

kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara

kaun banega hum didi

Explore this song