Roman script

desh chhudaye bhes chhudaye

kya kya kare na prit rama, kya kya kare na prit

rang badal de dhang badal de

prit ki aisi rit rama, prit ki aisi rit

kaga sab tan khaiyo, chun chun khayo mans

yeh do naina mat khaiyo mohe

mohe o mohe pat pat ni ni patni, patni milan ki aas

kaga sab tan khaiyo, chun chun khayo mans

kaga sab tan khaiyo, chun chun khayo mans

yeh do naina mat khaiyo mohe

mohe o mohe pat pat ni ni patni rama

patni milan ki aas rama, patni milan ki aas

bajare ki khet me suratiya dikha jaa gori

bajare ki khet me suratiya dikha jaa gori

sau mushkil se dil ko dil se

mila hai mann ka mit, rama

mila hai mann ka mit

desh chhudaye bhes chhudaye

kya kya kare na prit rama, kya kya kare na prit

tumhari najar ka yeh pehla ishara

churake mera dil huwa nau do gyarah

kiya mom tune bade sang dil ko

sang dil ko, sang dil ko

jo mara bhi toh kaise mujhi ko mara

mara mara maramarama rama ho rama 

ho rama ho rama rama ho

sham savere hardam tere 

gaye yeh manwa git rama, gaye yeh manwa git

desh chhudaye bhes chhudaye

kya kya kare na prit rama, kya kya kare na prit

najar bandhi hai jab dhaga ga ga ga ga

meri jaan chahnewala la la la la

badi difi badi difi kalti kalti, difikalti se milta hai

takila, lakila, habahuba, labaluba

dhum tak dhum tak tak ta dhum

bhaudika bhibidika bhibidika bhaudika

bhaudika bhibidika di ta ta

bhibidika bhaudika bhaudika bhibidika

bhibidika bhaudika vu hu hu

jack and jil went up the hil in search of luv

jack and jil went up the hil in search of luv

both fel down and then they found they are drowned in luv

jack and jil went up the hil in search of luv

both fel down and then they found they are drowned in luv

kismat palti, yeh difikalti

ban gayi sundar prit rama

ban gayi sundar prit

desh chhudaye bhes chhudaye

kya kya kare na prit rama, kya kya kare na prit

Explore this song