Roman script

delhi delhi delhi delhi destiny

dhum dhum tanana dhum dhum tanana

dhum dhum tanana dere na na

dhum dhum tanana dhum dhum tanana

dhum dhum tanana dere na na

marji aawaara dil ki aisi thi

kuchh boriyat aur kuchh jarurat thi

pichha jo kiya pehali sadak ka to

aa pahunche hum yahan

hath se chaurahon pe naam likha

raste mein ruk ke ailaan kiya

bade naseebon ka shehar ha

aur iski kismato mein hum hai likhe

aaye hai baadshaah, aaye hai baadshaah

aa yahaan ke naye naye baadshaah

aaye hai baadshaah, aaye hai baadshaah

aa yahaan ke naye naye baadshaah

baa adaab baa mulaahija

baa adaab baa mulaahija

we come to delhi destiny

kisi se puchha na nasihat li

gussa na aaya ye ganimat ki

warna jo bhi aaya koyi saamne

to baksha hai hamne kahaan

jo bhi chaha farmaan padha

masti mein kaha kabhi takh liya

gustaakhiyon ko bhi maaf kiya

dil ko jo koyi bhala sa laga

aaye hai baadshaah, aaye hai baadshaah

aa yahaan ke naye naye baadshaah

baa adaab baa mulaahija

baa adaab baa mulaahija

baa adaab baa mulaahija

baa adaab baa mulaahija

we come to delhi destiny

delhi delhi delhi destiny

delhi delhi delhi delhi destiny

delhi delhi delhi 

we come to delhi destiny

Explore this song