Roman script

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

we come to delhi destiny

marji aawaara dil ki aisi thi

kuchh boriyat aur kuchh jarurat thi

pichha jo kiya pehali sadak ka to

aa pahunche hum yahan

hak se chauraahon pe naam likha

raste mein ruk ke ailaan kiya

bade naseebon ka shehar hai

aur iski kismaton mein hum hai likhe

aaye hai baadshaah, aaye hai baadshaah

aaye yahaan ke naye naye baadshaah

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

kisi se puchha na nasihat li

gussa na aaya ye ganimat thi

warna jo bhi aaya koyi saamane to

baksha hai hamane kahaan

jo bhi jahaan farmaan padha

masti mein kaha kabhi ? liya

gustaakhiyon ko bhi maaf kiya

dil ko jo koyi bhala sa laga

aaye hai baadshaah, aaye hai baadshaah

aaye yahaan ke naye naye baadshaah

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

we come to delhi destiny

baa adab baa mulaahija

baa adab baa mulaahija

he comes to delhi destiny

Explore this song