Roman script

bujhne lagi hai shama tere intezaar ki

ab aa bhi ja ke tut chali aas pyar ki

dekhu kab tak teri main raah sajna

dekhu kab tak teri main raah sajna

teri rah sajna, teri rah sajna

teri rah sajna, teri rah sajna

dekhu kab tak teri main raah sajna

dekhu kab tak teri main raah sajna

chaand taaro ki baarat jaane lagi 

chaand taaro ki baaraat jaane lagi 

ab to aaja piya raat jaane lagi 

raat jaane lagi 

tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna 

tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna 

dekhu kab tak teri main raah sajna

phul saakho pe aaraam se so gaye 

phul saakho pe aaraam se so gaye 

tum naa jaane, naa jaane kaha kho gaye 

kahaa kho gaye 

mujhe sone na de teri yaad sajna

mujhe sone na de teri yaad sajna

dekhu kab tak teri main raah sajna

teri rah sajna, teri rah sajna

dekhu kab tak teri main raah sajna

Explore this song