Roman script

dekhti kidhar chalti kidhar 

dil hain kidhar dhyaan kidhar 

nazar kidhar kisko pata 

dil hai kidhar kisko pata 

isko pata usko chhod, usko pata isko chhod 

usko pata isko chhod, isko pata usko chhod

ae baap in ladkiyon ka kya bharosa 

inko to tu bata bata bata bata 

ladki kaha chali re dekho dekho, ladki kaha chali 

ladki kaha chali re dekho dekho, ladki kaha chali 

yun ruth ke na jaa muh mod ke na jaa 

yun chhod ke na jaa dil tod ke na jaa 

ladki kaha chali re dekho dekho, ladki kaha chali 

ladki kaha chali re dekho dekho, ladki kaha chali 

dekhta kidhar chalta kidhar 

dil hain kidhar dhyaan kidhar 

nazar kidhar kisko pata 

dil hai kidhar kisko pata

isko pata usko chhod, usko pata isko chhod 

ae baap in ladko ka kya bharosa 

inko to tu hata hata hata hata hata 

hain zamana hamara hamse tu bach ke rahiyo 

ho hain jamana hamara hamse tu bach ke rahiyo 

yun bhag ke na jaa yun chhod ke na jaa 

yun bhag ke na jaa yun chhod ke na jaa 

bholi surat dil hain kala kala kala 

ladka kaha chala re dekho dekho, ladka kaha chala 

ladka kaha chala re dekho dekho, ladka kaha chala 

hain zamana tumhara, ab na tumko phansaiyo 

accha hua jo samjhe, varna khair na hoti 

gussa chhod bhi do are jaa jaa 

dil ko jod bhi lo na na 

gussa chhod bhi do, dil ko jod bhi lo

payr ki jeet to hogi hogi hogi 

ham sab sath chale re dekho dekho ham sab sath chale 

ha ham sab sath chale re dekho dekho ham sab sath chale 

dil jod ke chale paas aate chale 

dil jod ke chale paas aate chale 

ham sab sath chale re dekho dekho ham sab sath chale 

ham sab sath chale re dekho dekho ham sab sath chale he ha

Explore this song