Roman script

dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
anjaanhan ka karbar
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
kis ki jeet uski haar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
har ghadi khushi kahin masti zindagi kahin 
dil kahin bujha hua aur roshani kahin 
har ghadi khushi kahin masti zindagi kahin 
dil kahin bujha hua aur roshani kahin 
rang ras ki bahaar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
kis ki jeet uski haar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
jiska gaanw jal gaya girke wo sambhal gaya 
jiska gaanw jal gaya girke wo sambhal gaya 
jisko sirf gham mile gham se wo bahal gaya 
aisa khel bar bar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
kis ki jeet uski haar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
roshani mili nahin zindagi mili nahin 
dosti ki thi talaash dosti mili nahin
roshani mili nahin zindagi mili nahin 
dosti ki thi talaash dosti mili nahin
kab ki chah kab ka pyar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
kab ki chah kab ka pyar 
dekhte chale gaye dekhte chale gaye 
anjaanhan ka karbar
dekhte chale gaye dekhte chale gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube