Roman script

back marta hai farant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

ghayal kabhi ye karta nahi hai

par ghav iska bharta nahi hai

ghayal kabhi ye karta nahi hai

par ghav iska bharta nahi hai

ye chot parmanent marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

kaise mai iske nazdeek jau

kaise ise prem karna sikhau

kaise mai iske nazdeek jau

kaise ise prem karna sikhau

sar pe mere prem dank marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

karti rahi hu mai jiski puja

ye hai wahi ya hai koi duja

karti rahi hu mai jiski puja

ye hai wahi ya hai koi duja

mukhde pe kon sa ye rang marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

back marta hai farant marta hai

dekho ye ladka karant marta hai

Explore this song