Roman script

dekho to kya hai aaj ki mahfil aaj ki ye baate
kal ko na hongi apni shayad fir ye mulakate
teri meri, meri teri 
ye duri, ye duri, ye duri kaisi hai
karib aa aur jara karib aa
dekho to kya hai aaj ki mahfil aaj ki ye baatein 
kal ko na hongi apni shayad fir ye mulakaate
teri meri, meri teri 
ye duri, ye duri, ye duri, kaisi hai
karib aa aur jara karib aa
aisi raatein bhi kya tu ro turo ro ro
jin mein dil na mile
aisi raahe bata tu ro turo ro ro
jinki ho manzile, tujhse chaho me
aur to kuch bhi nahi 
dekho to kya hai aaj ki mahfil aaj ki ye baatein 
kal ko na hongi apni shayad fir ye mulakaate
teri meri, meri teri 
ye duri, ye duri, ye duri, kaisi hai
karib aa aur jara karib aa
aakhein kahti rahi tu ro turo ro ro
teri hai justju to
baatien fir bhi meri tu ro turo ro ro
lekin samjha na tu
lele baaho mein mujhko apne sanam 
dekho to kya hai aaj ki mahfil aaj ki ye baatein 
kal ko na hongi apni shayad fir ye mulakaate
teri meri, meri teri 
ye duri, ye duri, ye duri, kaisi hai
karib aa aur jara karib aaa
duniya rangeen hai tu ro turo ro ro
lele iska maza 
jina pyaar bina tu ro turo ro ro
yu hai jaise sazza
dil se dil ka mail hi jivan hai 
dekho to kya hai aaj ki mahfil aaj ki ye baatein 
kal ko na hongi apni shayad fir ye mulakaate
teri meri, meri teri 
ye duri, ye duri, ye duri 
kaisi hai, karib aa aur jara karib aa

Song details

Song video

Watch on YouTube