Roman script

dekho shor na machana 

o dekho shor na machana 

kisi aur ko na bulana 

ye hai apni baat rahe apne sath 

kahi sun le na ye zamana

dekho shor na machana 

kisi aur ko na bulana 

ye duniya soyi soyi

ye duniya soyi soyi

sapno me khoyi khoyi 

koi nahi aayega 

koi na bachayega 

chalega na koi bahana

dekho shor na machana 

kisi aur ko na bulana 

mere dil me hai halchal 

mere dil me hai halchal 

hai zindagi pal do pal

aaj hi jeena aaj hi marna

kal ka koi na thikana

dekho shor na machana 

kisi aur ko na bulana 

ye hai apni baat rahe apne sath 

kahi sun le na ye zamana

kahi sun le na ye zamana

o kahi sun le

Explore this song