Roman script

are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

dulhe raje ke sath

meri bahna ki saj ke, barat aa gayi

aaj nachenge hum 

aaj nachenge hum, aur gaayenge hum

dekho khushiyo, ki raat aa gayi

aa gayi, o dekho khushiyo, ki raat aa gayi

are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

are suno suno o jija ji

are suno suno o jija ji

hum baat pate ki bataye

ari humri bahaniya, me bade bade gun

gin gin ke tumko sunaye

badi bholi bhi hai, mithi goli bhi hai

sidhi sidhi bhi hai, tedhi tedhi bhi hai

ha chalna sambhal ke hey

o ho chalna sambhal ke, akad ke na rahna

jo bhi kahna ho, pyar se kahna

dekho madhur milan, ki raat aa gayi

are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

kal tak to the akele akele

kal tak to the akele akele

aaj se ban gaye ho do, do do

aaj se ban gaye ho do

are sare barati dete duaye

jaao phulo phalo

are jaao phulo phalo

abhi to ek ho ha ha ek ho

ek se honge do, do se honge teen

teen se honge char

teen char paanch chhah saat aath nau das

bas bas yaar bas, magar kyu

bandinas yani nasbandi ha ha

baat pate ki, pate ki pate ki pate ki

are are are wo to samjhe

is nasbandi me hum apna gaana hi bhul gaye

kya tha kya tha kya tha kya tha 

ha one two three four

dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath

dulhe raje ke sath

meri bahna ki saj ke, barat aa gayi

aaj nachenge hum, aur gaayenge hum

dekho khushiyo, ki raat aa gayi

aa gayi, o dekho khushiyo, ki raat aa gayi

Explore this song